SAAL E JADEED MEIN NA KHIZAAN KA ASAR MILE: Happy New Year
SAAL E JADEED MEIN NA KHIZAAN KA ASAR MILE
AHMAD ALI BARQI AZMI
IS RAZMGAAH E ZEEST MEIN FATH O ZAFAR MILE
TANHA HAIN JO UNHEIN BHI SHAREEK E SAFAR MILE
AHMAD ALI BARQI AZMI
IS RAZMGAAH E ZEEST MEIN FATH O ZAFAR MILE
TANHA HAIN JO UNHEIN BHI SHAREEK E SAFAR MILE
GULZAR E ZINDAGI MEIN SABHI KE BAHAR HO
SAAL E JADEED MEIN NA KHIZAAN KA ASAR MILE
SAAL E JADEED MEIN NA KHIZAAN KA ASAR MILE
YEH SAAL TO GUZAR GAYA AB SAAL E NAU MEIN BHI
SAB KO SUKOON E QALB O JIGAR SAAL BHAR MILE
SAB KO SUKOON E QALB O JIGAR SAAL BHAR MILE
SAB KO SUKOON E QALB MUYASSAR HO SAL BHAR
AUR NAKHL E AARZOO KA SABHI KO SAMAR MILE
AUR NAKHL E AARZOO KA SABHI KO SAMAR MILE
LAIL O NAHR SAB KE LIYE SAZGAAR HON
DHUNDHE SE BHI KAHIN NA KOII NAUHA GAR MILE
DHUNDHE SE BHI KAHIN NA KOII NAUHA GAR MILE
KHUSHHAL ZINDAGI HO SABHI KE NASEEB MEIN
RAHNE KO GHR NAHIN HAI JINHEN UN KO GHAR MILE
RAHNE KO GHR NAHIN HAI JINHEN UN KO GHAR MILE
SAAL E JADEED SAB KE LIYE FAAL E NEK HO
BARQI SITAM RASEEDAH NA NAU E BASHAR MILE
BARQI SITAM RASEEDAH NA NAU E BASHAR MILE
سبسکرائب کریں در:
اشاعتیں (Atom)
ڈاکٹر احمد علی برقیؔ اعظمی
- ڈاکٹر احمد علی برقیؔ اعظمی اعظم گڑھ کے ایک ادبی خانوادے سے تعلق رکھتے ہیں۔ آپ کے والد ماجد جناب رحمت الہی برقؔ دبستان داغ دہلوی سے وابستہ تھے اور ایک باکمال استاد شاعر تھے۔ برقیؔ اعظمی ان دنوں آل آنڈیا ریڈیو میں شعبہ فارسی کے عہدے سے سبکدوش ہونے کے بعد اب بھی عارضی طور سے اسی شعبے سے وابستہ ہیں۔۔ فی البدیہہ اور موضوعاتی شاعری میں آپ کو ملکہ حاصل ہے۔ آپ کی خاص دل چسپیاں جدید سائنس اور ٹکنالوجی خصوصاً اردو کی ویب سائٹس میں ہے۔ اردو و فارسی میں یکساں قدرت رکھتے ہیں۔ روحِ سخن آپ کا پہلا مجموعہ کلام ہے۔
***
فیس بک پیج
مقبول اشاعتیں
-
भर दे दिल मेँ यह दिवाली आपके ख़ुशियोँ के रंग: डा. अहमद अली बर्की आज़मी
-
Poetic Tribute to Our Late Ex .President Dr. A.P. J. Abdul kalam :Ahmad Ali Barqi Azmi
-
SHIBLI NATIONAL P.G.COLLEGE,AZAMGARH,U.P & ITS FOUNDER ALLAMA SHIBLI NOMANI
-
माँ की ममता का नहीँ कोई शुमार
-
डा. अहमद अली वर्की आज़मी की एक ग़ज़ल: نئے سال کی نئی غزل
-
تبصرہ ’’ صریر خامہ ‘‘ صاحبہ شہریار ( شعری مجموعہ ) مبصر : فاروق ارگلی
-
EK JASHN E BA WAQAR HAI 26JANUARY
-
Barqi Azmi's Photo Album created By Mohammad Hussain Abu Dhabi UAE.
زمرے
حالیہ نگارشات
- LIVE: 170 घंटे कवी सम्मलेन व मुशायरा | World Best Kavi's Mushayara And S...
- MOJ E SUKHAN ADABI FORUM MASHAIRA NO: 337 HOST NASEEM SHAIKH
- Ahmad Ali Barqi Azmi Recites His Naat In Online Mushaira No 289 Of Mauj ...
- MOJ E SUKHAN ADABI FORUM MASHAIRA NO: 336 HOST NASEEM SHAIKH
- Sadequain Ki Yaad Mein | Prof.Manzar Abbas Naqvi | Mizrab foundation
- MUJH KO YEH SHEHR E JAFA LAGTA HAI :A Ghazal By Ahmad Ali Barqi Azmi Singer : Yaqub Malik Khan...
- 26th January New Nazam. Ek jashne ba waqar hai,26january.By Ahmad Ali Barqi Azmi
- kalam e Shair Ba Zaban e Shair : Ahmad Ali Barqi Azmi In An Online Musha...
محفوظات
مشاہدات
181,256