About Me
- Dr. Ahmad Ali Barqi Azmi
- M.A(Urdu,Persian),PHD (Persian),B.ED, Composing Topical Urdu Poetry of Scientific Nature & Current Scientific and Technoligical Events and International Days. मेरा तआरुफ शहरे आज़मगढ है बर्क़ी मेरा आबाई वतन जिसकी अज़मत के निशाँ हैँ हर तरफ जलवा फेगन मेरे वालिद थे वहाँ पर मर्जए अहले नज़र जिनके फिकरो फ़न का मजमूआ है तनवीरे सुख़न नाम था रहमत इलाही और तख़ल्लुस बर्क़ था ज़ौफ़ेगन थी जिनके दम से महफ़िले शेरो सुख़न आज मैँ जो कुछ हूँ वह है उनका फ़ैज़ाने नज़र उन विरसे मेँ मिला मुझको शऊरे फिकरो फ़न राजधानी देहली मेँ हूँ एक अर्से से मुक़ीम कर रहा हूँ मैँ यहाँ पर ख़िदमते अहले वतन रेडियो के फ़ारसी एकाँश से हूँ मुंसलिक मेरा असरी आगही बर्क़ी है मौज़ूए सुख़न डा. अहमद अली बर्क़ी आज़मी ज़ाकिर नगर, नई दिल्ली
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
4 comments:
Assalamualaikum,
Aapke andaaz e takallum se ek sher yaad aa raha hai na jane kiska hai
Sunte hain aapka taqallum hai bahut achcha, CHaliye is baat ko lekar baatcheet kartehain...
Umda qalaam umda aawaaz o andaaz mein...
Khush Rahiye
hum pee bhi nahi sakte chalka bhi nahi sakte. Kya baat hai. Is madhoshi ki taarif mein kaya kahoo, bas itna ki aap yoon hi ghazale sunaate rahaiN aur hame madhosh karte raheN. Jagdish Rawtani Anandam
Barqi sahab, aaj tak aap ki ghazals ko sirf padne ka mauqa mila tha, aaj aap ki zubaani sun kar ghazal ka lutf dugana ho gaya.bahut khoob.sabhi ashaar bahut achhe lage.Allah aap ko salaamat rakhe taaki aap Urdu adab ko yun hi aage badhaate rahen.
bahut hee umdah Dr. Sb. bahut khoob Ghazal bhee or paRhne kaa andaaz bhee.
bahut pyaaraa hai andaaze takallum
jise suntaa rahooN baiThaa maiN gumsum.
Naiyer
Post a Comment